Kya aapki mehnat baar-baar aakhri kadam par atak jaati hai? Apni pareshani chuniye aur Rajan ji ki report turant paaiye.
Step 1 of 2
Jo baatein aapke jeevan par lagu hoti hain, un sab par tick kijiye. Koi sahi ya galat jawab nahi hai.
Kam se kam ek pareshani par tick kijiye.
Step 2 of 2
Naam aur WhatsApp number bhariye — report turant isi screen par khulegi, aur aap use PDF mein save kar sakenge.
Astro Sarthi
Karmik Blockage Report
Jai Mata Di. Aapne jin pareshaniyon par tick kiya hai, main unhe halke mein nahi leta — 17 saal mein maine dekha hai ki har rukavat ke peeche koi na koi grah, dasha ya karmic kaaran hota hai. Neeche har samasya ki shuruaati samajh aur ek saral upay likha hai.
Yeh report ek shuruaati disha hai, poora faladesh nahi. Har insaan ki kundli alag hoti hai, isliye asli kaaran aur sahi upay aapki janam tithi, samay aur sthan dekhkar hi tay hote hain. Maa Chintpurni aapki har rukavat door karein.
— Rajan Aggarwal, Astro Sarthi
17 saal · Parashari Jyotish · Maa Chintpurni ke aashirwad se
Apni kundli ke hisaab se sahi upay jaanne ke liye seedhi baat kijiye.